Song : Jagdamba Bhawani
Singer: Hansraj Raghuwanshi
Jagdamba Bhawani Song Lyrics In English
Tu jaane ma teriya tu jaane ma
Apki mamta se upar na jag mein koi Chaya hai
Main rha takda har din tera tu hi mera saya hai
Tum rudrani tum brahmani tum se hi jag ye aaya hai
Main kyu natumko puju maa tumne mujhe bnaya hai
Jab man mera ye dar se kanpe tum himmat bhare aana
Kabhi jagdambe banke kabhi Bhawani mujh pr kirpa barsana
Kabhi jagdambe banke kabhi Bhawani mujh pr kirpa barsana
Jai maa jai maa jai maa........
Chahe aar karo chahe paar karo
Meri mayiya tum savikar kro
Main aaya jabse kha ke dhoke
Ab naiya meri paar karo
Udhar karo maa mujhe pyaar karo maa
Mein jag ka sataya dulaar karo maa
Jab bhatku main is duniya se tb rasta mujhko dikha dena
Kabhi jagdambe banke kabhi Bhawani mujh pr kirpa barsana
Kabhi jagdambe banke kabhi Bhawani mujh pr kirpa barsana
Jai maa .......
ConversionConversion EmoticonEmoticon